Ab to nahi duniya mein song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana


Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana


Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana


Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Sab sehte rahenge
Ban jayenge sabke
Zulmo ka nishana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana.