Ab to hai tumse har khushi apni - instrumental song is from and it is sung by . This song was released on 01 Jan 2014.
Aa.. aa...

Ab to hai tumse har khushi apni
Ab to hai tumse har khushi apni
Tum pe marna hai zindagi apni
Ho.. Ab to hai tumse har khushi apni

Jab ho gaya tum pe yeh dil deewana
Jab ho gaya tum pe yeh dil deewana
Phir chaahe jo bhi kahe humko zamana
Koi banaaye baatein chaahe ab jitni
Ho.. Ab to hai tumse har khushi apni
Tum pe marna hai zindagi apni
Ho.. Ab to hai tumse har khushi apni

Aaha ha ha o ho ho ho ho..
Aa aa..

Tere pyaar mein badnam door door ho gaye
Tere pyaar mein badnam door door ho gaye
Tere sath hum bhi sajan mash.hoor ho gaye
Dekho kahaan le jaaye, bekhudi apni
Ho.. Ab to hai tumse har khushi apni
Tum pe marna hai zindagi apni
Ho.. Ab to hai tumse har khushi apni