Ab raat guzarne wali hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raj Kapoor. This song was released on 04 Apr 1951.
Aajao tadapte hain armaan
Aajao tadapte hain armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Maein roun yahan
Tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai


O chand ki rangat udhane lagi
O taaron ke dil ab doob gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Iss chand ki doli mein aaye nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar
Aawaz do tum ho kahan
Ab raat guzarne wali hai


Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend
Aane lagi aane lagi
Tum aate nahin mein jaaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai.