Ab kaun mera sansar song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab kaun mera sansar mein
Kaha chale kaha chale
Mere jiwan sathi
Chhod mujhe mazdhar mein
Ab kaun mera sansar mein
Ab kaun mera sansar mein


Kehti hai mere mathe ki bindiya
Aayi hai tumko mithi si bindiya
Kehti hai mere mathe ki bindiya
Aayi hai tumko mithi si bindiya
Jag utha ho pritam pyare
Vinti hai ansu kedhaar mein
Ab kaun mera sansar mein
Ab kaun mera sansar mein


Bhul gai kya tu var apna
Tut na jaaye mera sapna
Bhul gayi kya
Bhul gayi maa
Bhul gai kya tu var apna
Tut na jaaye mera sapna
Meri jiwan jyot jala de
Meri sish pe sindur laga de
Puchh rahi hu tujhse maa
Kya pai kami mere pyar mein
Ab kaun mera sansar mein
Ab kaun mera sansar mein
Kaha chali maa kaha chale
Mere jiwan sathi
Chhod mujhe mazdhar mein
Ab kaun mera sansar mein
Ab kaun mera sansar mein.