Ab kaun hai is tute hue dil ka song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab kaun hai
Ab kaun hai is tute hue dil ka sahara
Ab kaun hai is tute hue dil ka sahara
Tuhi bata kya kare taqdeer ka mara
Tuhi bata kya kare taqdeer ka mara
Ab kaun hai is tute hue dil ka sahara


Ummid ye kahti hai ke jina hai jiye ja
Ummid ye kahti hai ke jina hai jiye ja
Kyu gum karte hai marne ko ishara
Tu ye bata kya kare taqdeer ka mara
Ab kaun hai is tute hue dil ka sahara


Taqdeer ne kyu mujhse tumhe chhin liya hai
Taqdeer ne kyu mujhse tumhe chhin liya hai
Ek tumhi to the meri mohabbat ka sahara
Tu ye bata kya kare taqdeer ka mara
Tu ye bata kya kare taqdeer ka mara
Ab kaun hai is tute hue dil ka sahara.