Aayi milan ki bahaar re song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aayi milan ki bahaar re ae
Aayi milan ki bahaar re
Aaja saanwariyaa aaja ho ho
Aaja saanwariyaa
Kehta hai mann baar baar re ae
Kehta hai mann baar baar re
Aaja saanwariyaa aaja ho ho
Aaja saanwariyaa


Kheton ne pehne hain sarson ke gehne
Kheton ne pehne hain sarson ke gehne
Har shay pe chhaaya nikhaar re
Har shay pe chhaaya nikhaar re
Aayi basant bahaar re
Aayi basant bahaar re ae ae
Aaja saanwariyaa aaja ho ho
Aaja saanwariyaa
Aaja saanwariyaa aaja ho ho
Aaja saanwariyaa


Gun gun karten hain begun bhanwren
Gun gun karten hain begun bhanwren
Kaliyon se karten hain pyaar re ae
Kaliyon se karten hain pyaar re ae
Dil hai bahut beqaraar re
Dil hai bahut beqaraar re ae ae
Aaja saanwariyaa aaja ho ho
Aaja saanwariyaa
Aaja saanwariyaa aaja ho ho
Aaja saanwariyaa
Kehta hai mann baar baar re ae
Kehta hai mann baar baar re
Aaja saanwariyaa aaja ho ho
Aaja saanwariyya aa.