Aaya tufaan, kaise koyi jiye, zeher hai zindagi song is from and it is sung by .It stars Dev Anand, Meena Kumari and Ashok Kumar in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Phani Majumdar. This song was released on 01 Jan 2018.
aaya tufan aaya tufan
bekadar bewafa hai aasma
kaise koi jiye
kaise koi jiye zahar hai zindagi
utha tufan wo, utha tufan naach le
sab bujh gaye diye kaise koi jiye

baadal hai ya dhuwa aag lagi kaha
jalta na ho kahi mera hi aashiya
angare the aansu nahi wo, dil ne jo piye

kaise koi jiye zahar hai jindagi
utha tufan wo, utha tufan naach ke
sab bujh gaye diye, kaise koi jiye

taare na jane unchayi gagan ki
aankhe na samajhe
gehrayi man ki, gehrayi man ki
tare na jane pyase papihe ne aas thi bandhi
ud gaye baadal aa gayi aandhi
gam ne jo chheda dil ne hasi se honth si liye

kaise koi jiye zahar hai zindagi
utha tufan wo, utha tufan