Aaya mausam song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravi Malhotra, Tinu Pandey. This song was released on 11 Aug 1995.
Aa aaja aa aaja aaya mausam
Hum dono ke pyar ka dil
Deewane ko na ab to chain aye re


Aa aaja aaya mausam
Hum dono ke pyar ka baho mein
Jo aao dil ka dard jaye re


Kitni mastani hain rut bhi
Deewani hain meri ankho me khabo
Me khayalo mein rup ki rani hain
Kitna baigana hain kitna
Anjana hain
Meri bato mein yado mein sawalo mein
Yar mastana hain
Meri wafa ki suhani bahare
Khoye nazaro me tujhko puakare
Naiya pe baitha khiwaiya malhar
Gaye re


Aa aaja aaya mausam
Hum dono ke pyar ka baho me
Jo aao dil ka dard jaye re


Chanda me taro mein bago
Baharo mein hain mera yara dildara
Hazaro mein ek hazaro me
Jina hain marna hain wada ye
Karna hain
Dushman jaha se na kabhi bhi na
Darna hain ab to na darna hain
Tere bina thi adhuri kahani
Tujhse mili to mili zidgani
Dekhu tujh to jiya pe khumar
Chaye re


Aa aaja aaya mausam
Hum dono ke pyar ka dil
Deewane ko na ab to chain aye re


Aa aaja aaya mausam
Hum dono ke pyar ka baho me
Jo aao dil ka dard jaye re.