Aata hai dil pe pyaar kyun song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aata hai dil pe pyaar kyun
Pyaar kyun chhede hai
Chhede hai baar baar kyun
Aata hai
Aata hai dil pe pyaar kyun
Pyaar kyun chhede hai
Chhede hai baar baar kyun
Aata hai


Duniya pe hai nikhaar kyun
Har cheez par singaar kyun
Duniya pe hai nikhaar kyun
Har cheez par singaar kyun
Kal bhi to phool thhe khile
Kal bhi to phool thhe khile
Aaj nayi bahaar kyun
Aankhon mein ye khumaar kyun
Aata hai
Aata hai dil pe pyaar kyun
Pyaar kyun chhede hai
Chhede hai baar baar kyun
Aata hai


Aisi koi hawaa chali
Jhoomti hai kali kali
Jhoomti hai kali kali
Aisi koi hawaa chali
Jhoomti hai kali kali
Jhoomti hai kali kali
Be-mazaa thhi zindagi
Jo be-mazaa thhi zindagi
Lagti hai ab bhali bhali
Lagti hai ab bhali bhali
Hasraten beshumaar kyun
Aata hai
Aata hai dil pe pyaar kyun
Pyaar kyun chhede hai
Chhede hai baar baar kyun
Aata hai


Kyaa jaane
Kyaa jaane kya hai maajraa
Kyaa jaane
Kyaa jaane dil ko kyaa huaa
Kyaa jaane haan
Haan itni baat hai zaroor
Haan itni baat hai zaroor
Dard sa hai uttha huaa
Dard sa hai uttha huaa
Varnaa be-ikhteyaar kyun
Aata hai
Aata hai dil pe pyaar kyun
Pyaar kyun
Chhede hai
Chhede hai baar baar kyun
Aata hai.