Aara pajama song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama...
Saiyaan ko humne lahore mein dekha
Saiyaan ko humne lahore mein dekha
Phaje ke haan jee haan phaje ke
Phaje ke paaye laxmi ki kalakand
Chhup ke kha rahe the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama...


Saiyaan ko humne bambai mein dekha
Saiyaan ko humne bambai mein dekha
Haathon mein haan jee haan hathon mein
Haathon mein dabba malmal ki sari
Band kisko baant rahay the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama...


Saiyaan ko humne london mein dekha
Saiyaan ko humne london mein dekha
Baahon mein haan jee haan baahon main
Baahon mein gori gori ke sang sang
Saiyaan naach rahey the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama...


Saiyaan ko humne newyork mein dekha
Saiyaan ko humne newyork mein dekha
Kallon se haan jee haan kallon se
Kallon se darr kay galiyan main halay
Tang ro ro kaanmp rahey the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the
Aara pajama resham ka kamar
Band saiyaan kahan gaye the.