Aap ko bhul jaye hum itne to bewafa nahi song is from and it is sung by . This song was released on 01 Jan 2018.
aap ko bhul jaaye hum itnin to bewafa nahi
aapse kya gila kare aapese koi gila nahi

sisha-e-dil ko todna unka to ek khel hai
humse hi bhul ho gayi unko koi khata nahi

kaash wo apne gham mujhe de de to kuch sukun mile
wo kitna bad-nasib hain gam hi jise mila nahi

jurm hai gar wafa to kya, kyu kar wafa ko chhod du
kehte hain is gunaah ki hoti koi saja nahi