Aao kareeb aao song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ranjit Virk. This song was released on 19 Sep 1986.
Aao kareeb aao
Na yun door door jao
Aao kareeb aao
Na yun door door jao


Meri jaan par bani hai
Meri jaan muskurao
Aao meri jaan kareeb aao


Mahfil mein roshni hai
Dil mein to hai andera
Tum jo pukar lo to
Ho jayega savera


Sabnam ki boond bankar
Gul ko gale lagao
Sabnam ki boond bankar
Gul ko gale lagao
Aao kareeb aao


Mere dil mein dheere dheere
Ek dhua sa uth raha hai
Jaise koi musafir
Sareaam luth raha hai
Baki safar mein humko


Mere humsafar bachao
Baki safar mein humko
Mere humsafar bachao
Aao kareeb aao


Teri berukhi ke sadme
Ish mein ek ada hai
Maine to itna jana
Tu hi mera khuda hai
Tu hi mera khuda hai


Barso ki pyas meri
Kaise bhi ab bhujao
Barso ki pyas meri
Kaise bhi ab bhujao


Aa kareeb aao
Na yu door door jao


Meri jaan par bani hai
Meri jaan muskurao
Aao meri jaan kareeb aao.