Aansu chhupaye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aansu chhupaye aankh mein
Kun e jigar piya karun
Aansu chhupaye aankh mein
Kun e jigar piya karun
Aaho bhare jahan mein
Aaho bhare jahan mein
Majabur main jiya karu
Aansu chhupaye aankh mein


Jalta huwa chirag hu par
Ab wo roshani kaha
Jalta huwa chirag hu par
Ab wo roshani kaha
Jo aandhiyo mein raat bhar
Jo aandhiyo mein raat bhar
Roshan jahan kiya karu
Aansu chhupaye aankh mein


Manzil ki chah mein meri
Raahe badal badal gayi
Manzil ki chah mein meri
Raahe badal badal gayi
Har mod par ruka ruka
Har mod par ruka ruka
Khud se gile kiya karu
Aansu chhupaye aankh mein
Kun e jigar piya karun
Aaho bhare jahan mein
Majabur main jiya karu
Aansu chhupaye aankh mein.

More songs from Hamare Gam Se Mat Khelo (1967)