Aankhon se girana na song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V. Kanaka Raju. This song was released on 06 Mar 1986.
Aankhon se girana na
Tare mere pyare
Apni aankho mein bhar lungi
Aansoo tumhare
Aankho se girana na
Tare mere pyare
Apni aankho mein bhar lungi
Aansoo tumhare
Pyar ki raho mein
Kabhi do phool mile
Kabhi mile mithe angare
Na na na re na na na re
Na na na re


Maa wo bhi jo leti hain balaye
Maa wo bhi jo deti hain sajaye
Maa wo bhi jo leti hain balaye
Maa wo bhi jo deti hain sajaye
Gusse mein bhi pyar chhupa hain
Gali de to wo bhi dua hain
Dil ko tadpaye kabhi
Gale se lagaye kabhi
Mamta ke kayi hai nazare
Na na na re na na na na re
Na na na re


Maa hain tumhari devi jaisi
Usse sikayat tumko kaisi
Maa hain tumhari devi jaisi
Usse sikayat tumko kaisi
Maa ka tune man diya hain
Phir se jeevan dan diya hain
Pyar kabhi apno ka
Ghaw kabhi sapno ka
Jeena in yaado ke sahare
Na na na re na na na re
Na na na re


Aankho se girana na
Tare mere pyare
Apni aankho mein bhar lenge
Aansoo tumhare
Pyar ki raho mein
Kabhi do phool mile
Kabhi mile mithe angare
Na na na re na na na re
Na na na re.