Aaja tujhme apni jaan basa dun song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 10 Apr 2017.
Aaja tujhme apni jaan basa dun
Apni saanse teri rag rag mein saja dun
Aur jeeun hoke mein maut se befikr
Phir khu tujhe lag jaye meri umr
Itna hai mujhko tumse pyar yakeen kar le
Lgta hain tujh bin jeena dushwar yakeen kar le
Itna hai mujhko tumse pyar yakeen kar le
Lgta hain tujh bin jeena dushwar yakeen kar le


Tu aisi yaad h jo yaad aye bin na rah paye
Tu aisi baat h jo baat kiye bin na raha jaye
Maja ata hai tere sang har-pal ab mere humdum
Tu aisa saath hai jo dil ko sukoon de jaye
Itna hai mujhko tumse pyar yakeen kar le
Lgta hain tujh bin jeena dushwar yakeen kar le


Teri chahat ke dum pr hi chlti h ye saanse meri
Ab to mai neendo mein b meri hoti h bas bate teri
Kesi hai ye dil ki lagi
Janu na main aye hmnashi
Tujhse hai duniya meri guljar meri yakeen kar le
Itna hai mujhko tumse pyar yakeen kar le
Lagta hain tujh bin jeena dushwar yakeen kar le..

More songs of Altaaf Sayyed