Aaja rasiya more mann basiya song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1963.
Aaja rasiya rasiya
Aaja rasiya more man basiya
Chanda wale gaao mein aa do batiya kare
Taro wali chhao mein aaja rasiya


Sari nagariya hai sapno me khoi piya
Mai hi sawariya na pal bhar soi piya
Nind gawa baithe hai naina aaj ki raina
Aaja rasiya more man basiya
Chanda wale gaao mein aa do batiya kare
Taro wali chhao mein aaja rasiya


Gori chandaniya jo saj saj aaye saiya
Mori pajaina to baj baj jaye saiya
Lakh sambhalu jiya dole or bole
Aaja rasiya more man basiya
Chanda wale gaao mein aa do batiya kare
Taro wali chhao mein aaja rasiya


Soche bina naina jhat uljhane wale
Tu hai kaha uljhi lat suljhane wale
Ched gayi hai purwaiya haye ri dayya
Aaja rasiya more man basiya
Chanda wale gaao mein aa do batiya kare
Taro wali chhao mein aaja rasiya.