Aaja janam janam song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ajay Goel, Sunil Goel. This song was released on 09 Sep 1988.
Aaja aaja aaja aaja,
Aaja re aaja re aaja re aaja re
Aaja re aaja aaja aaja
Janam janam ki
Pyasi ankhiya teri baat nihare
Janam janam ki
Pyasi ankhiya teri bat nihare,
Kitne saawan beet gaye
Beeti kayi bahaare
Janam janam ki
Pyasi ankhiya teri bat nihare,
Kitne saawan beet gaye
Beeti kayi bahaare
Aaja re aaja re
Aaja re aaja aaja aaja


Har fagun mein
Sang piya ke sakhiya kheleha
Har fagun mein
Sang piya ke sakhiya kheleha
Hum virha mein chale akele
Kaise humare bhaag
Aisi ranj rangili rut mein
Kab tak mann ko maare
Janam janam ki
Pyasi ankhiya teri bat nihare,
Kitne saawan beet gaye
Beeti kayi bahaare
Aaja re aaja re


Patthar ka dil cheer ke jharna
Kiski aur bahein re
Patthar ka dil cheer ke jharna
Kiski aur bahein re
Kaisi hain bechaini iski
Kaun ye kahein re,
Koi bhi ye raaz na jaana
Hum bhi soch ke haare
Janam janam ki
Pyasi ankhiya teri bat nihare,
Kitne saawan beet gaye
Beeti kayi bahaare
Aaja re aaja re


Door door door koyaliya
Kuh kuh bole,
Aur hum ko tadpaye ho
Door koyaliya kuh kuh bole,
Aur hum ko tadpaye ho
Pavan kahe kaano mein
Sajna ab aaye ab aaye ho
Kab kab dhoka khaye
Hum to phir kabhi na haare
Kitne saawan beet gaye
Beeti kayi bahaare


Janam janam ki
Pyasi ankhiya teri baat nihare,
Kitne saawan beet gaye
Beeti kayi bahaare
Aaja re, aaja re,
Aaja re aaja re aaja
Aaja aaja aaja.