Aaja aaja mere mitthu miyan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suresh Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
Mithu miya mirchi khayega
Bada natkhata hai bahut satata hai
Hath nahi aata hai
Aaja aaja mere
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon
Mithu miya se mithi mithi
Mithu miya se mithi mithi
Mithi mithi mithi bate
Main chand kar loon


Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon
Mithu miya se mithi mithi
Mithi mithi mithi bate
Main chand kar oon
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar lu
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar lu


Jab jab mere samne aaye
Ang ang mein dard jagaye
Jab jab mere samne aaye
Ang ang mein dard jagaye
Din bhar teri yad sataye
Yad mein teri neend na aaye
Dil mein shama ja mere
Khol ke dil ka darwaja
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon


Darta hai ya sharmata hai
Julmi furr se ud jata hai
Darta hai ya sharmata hai
Julmi furr se ud jata hai
Yaha waha tu chup jata hai
Idhar udhar tu mod jata
Main hoon pyasi dharti
Pyar ka badal banke cha ja cha ja
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon


Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon
Mithu miya se mithi mithi
Mithi mithi mithi bate
Main chand kar loon
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon
Aaja aaja mere mithu miya
Tujhe pinjare mein band kar loon.