Aaja aaja jaana song is from and it is sung by .It stars Hemachandra in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
aaja aaja jaana - 4
teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar - 2
tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana - 3)

(lamhe mile hai iss kadar mujhe tere pyaar ke
kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke) - 2
pa liya hai tujhe dil ko haar ke
dil ko jala na - 2, aaja aaja jaana

(yun hi teri baat ho sada, aur tera saath ho
chhaaya rahe ishq ka nasha, haathon mein haath ho) - 2
yun hi din katein, yun hi raat ho
mile koi nazraana, le le dil nazraana
aaja aaja jaana - 2
teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar
tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana - 3)