Aaja aaja aaja song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G.P. Sippy. This song was released on 12 Feb 1991.
Aaja aaja aaja, aaja re aa
Aaja re aa, man ke chaina
Tere liye mere vyakul naina
Tere liye mere vyakul naina
Ye sham hai sinduri
Tumse hai badi doori
Kaisi hai ye majburi
Ye sham hai sinduri
Tumse hai badi doori
Kaisi hai ye majburi
Aaja aaja aaja,
Aaja re aa aaja re aa


Kis sadme ka tujhko gham hai
Aankh ye teri kyu purnam hai
Kis sadme ka tujhko gham hai
Aankh ye teri kyu purnam hai
Apna dukh tu de de mujhko
Pyar ki mere tujhko kasam hai
Tujhko kasam hai tujhko kasam hai
Aaja aaja aaja,
Aaja re aa aaja re aa


Tere gham mein uljh gayi hoon
Tutke chaknachur bhayi hoon
Tere gham mein uljh gayi hoon
Tutke chaknachur bhayi hoon
Ruh teri bechain udhar hai
Dekh idhar main tadap rahi hoon
Tadap rahi hoon, tadap rahi hoon
Aaja aaja aaja, aaja re aa
Aaja re aa, man ke chaina
Tere liye mere vyakul naina
Tere liye mere vyakul naina
Ye sham hai sinduri
Tumse hai badi doori
Kaisi hai ye majburi
Ye sham hai sindoori
Tumse hai badi duri
Kaisi hai ye majburi
Aaja aaja aaja,
Aaja re aa aaja re aa


Dard ko apne yun na chhupau
Gair nahi main mujhko batao
Milkar khushiya jab banti hai
Dukh batenge pas to aa
Paas to aa, paas to aa.