Aaj naachte huye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Karan Singh Mandawat, Manoj Mandawat, Suresh Mandawat. This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Dil jo diya hain pyaar jo kiya hain
Mujhe mera waada nibhana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain


Lachake kamar balkhaye jawaani
Bijali si leharaaye jawaani
Lachake kamar balkhaye jawaani
Bijali si leharaaye jawaani
Dekh nazara karne waale
Hum hain pyaar mein marne wale
Haske har sitam uthana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain


Paaon mein mere chhanke paayal
Aankhein nam hain dil hain ghayal
Paaon mein mere chhanke paayal
Aankhein nam hain dil hain ghayal
Phir bhi shikayat lab pe nahi hain
Apni waffa par mujhko yakeen hain
Duniya waalo ko dikhana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain


Dil jo diya hain pyaar jo kiya hain
Mujhe mera waada nibhana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain.