Aaj mera dil kisi pe aa gaya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pyar ban ke, pyar ban ke
Chha gaya chha gaya re
Aaj mera dil kisi pe aa gaya
Aaj mera dil kisi pe aa gaya
O naino ki nind meri
Le gaya re le gaya
Mitta mitta dard dil mein
De gaya re de gaya


O lut gayi lut gayi main
Kisi ka kya gaya
Kisi ka kya gaya re
Aaj mera dil
Aaj mera dil kisi pe aa gaya


Bahe kole aaj khadi
Preet deewani
Aaj mere bas mein nahi
Meri jawani haye meri jawani
Bahe kole aaj khadi
Preet deewani
Aaj mere bas mein nahi
Meri jawani haye meri jawani
O dil mere, dil mere pehlu se gaya
Gaya gaya gaya re aaj mera dil
Aaj mera dil kisi pe aa gaya


Aankho se aankhe milli
Kaliyo ki pankh khili
Jeevan mein aayi bahar
Aankho se aankhe milli
Kaliyo ki pankh khili
Jeevan mein aayi bahar
O dil ki kali, o dil ki kali
Aaj banwara pa gaya
Pa gaya re, aaj mera dil
Aaj mera dil kisi pe aa gaya
Aaj mera dil
Aaj mera dil kisi pe aa gaya.