Aaj kuch hone wala hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Homi Wadia. This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai
Ye husne ye shaba ye jawani
Hai ek naye tufan ki nishani
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai


Do pyar karne wale
phir aaj mil gaye hai
Do pyar karne wale
phir aaj mil gaye hai
Zazbat bhi jawa hai
arman bhi naye hai
Dilruba raz ki bat hai sun liya
Ye pyar ye hasin zindagani
Hai ek naye tufan ki nishani
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai


Tu sath hai to duniya
Lagti hai kitni pyari
Tu sath hai to duniya
Lagti hai kitni pyari
Kuch bhi nahi chupaye
Ab dil ki bekarari
Dilruba raz ki bat hai sun liya
Mai ho gayi hu pyar me diwani
Hai ek naye tufan ki nishani
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai
Ye husne ye shaba ye jawani
Hai ek naye tufan ki nishani
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai
Aaj kuch hone wala hai.