Aadmi ki zindagi ka aaurat nasha hai song is from and it is sung by and .It stars Raj Babbar and Smita Patil in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.K. Arya. This song was released on 17 Sep 1982.
jawa jismo ke milne me khudayi aag hoti hai
ha ruhani vase hota hai khudayi baat hoti hai
aa kasam ulfat ki ulfat se gale milte ho jab mujhse
aa tumhare pyar ko pa kar meri ruh pak hoti hai
aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai
aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai
sathi wafadar ho to jine ka maza hai
aa saathi wafadar ho to jine ka maza hai
aa saathi wafadar ho to jine ka maza hai
aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai

aurat ki nazaro me shohar khuda hai
aurat ki nazaro me shohar khuda hai
aa pyar mile uska to jine ka maza hai
pyar mile uska to jine ka maza hai
aurat ki nazaro me shohar khuda hai

namaaje ishq ka aashik hu kalma padhne de
ha ha kalma padhne de
hansi chehare ko kaba maan ke sazda karne de
ha ha sazda karne de
khudayi nur nazar aaye teri nazaro me
usiki roshani me mujhko aage badne de
ha ha aage badne de, aisi baat hai
aurat ki ulfat farishta bana de
aurat ki ulfat farishta bana de
aa khuda ki khudayi se rishta bana de
khuda ki khudayi se rishta bana de
wo chahe to insa to itna utha de
ke insa ka rutba khuda se mila de
khuda se mila de
mohabbat me insa khuda se mila hai
mohabbat me insa ha ha
mohabbat me insa khuda se mila hai
mohabbat me insa khuda se mila hai
khuda se mila hai khuda se mila hai
mohabbat me insa khuda se mila hai
aa saathi wafadar ho to jine ka maza hai
aadmi ki zindagi ka aurat nasha hai

aa mohabbat mandir masjid girjo se unchi hai
mohabbat unchi hai
mohabbat ki ibadat ka bana le zindagi ko
saja le zindagi ko
dua karta hu maula se ke jab tak saans chale
barabar jaari rakh pau husn ki bandagi ko
ishq ki bandagi ko
mohabbat ki daulat khuda ki khudayi
mohabbat ki daulat khuda ki khudayi
jise mil gayi bandagi kaam aayi
jise mil gayi bandagi kaam aayi
na ?? sisak ka raha zindagi bhar
na wo ji saka na use maut aayi
use maut aayi
mohabbat bina zindagi ek saza hai
mohabbat bina ha ha
mohabbat bina zindagi ek saza hai
mohabbat bina zindagi ek saza hai
mohabbat bina zindagi ek saza hai
ha mohabbat bina zindagi ek saza hai
aa saathi samjhdar ho to jine ka maza hai
aurat ki nazaro me shohar khuda hai