Aadmi azaad hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ronnie Screwvala, Chetan Motiwalla. This song was released on 19 Sep 2008.
Aadami aazaad hai
Desh bhi swatantra hai
Raaja gaye raani gayi
Abb to prajatantra hai


Jan ke liye
Jan ke dwaara
Janata ka raaj hai
Prajatantra sabse bada
Hum sabko naaz hai
Jan ke liye
Jan ke dwaara
Janata ka raaj hai
Prajatantra sabse bada
Hum sabko naaz hai
Vote chhota sa magar
Shakti mein anant hai
Abb toh prajatantra hai
Abb toh prajatantra hai
Aadami aazaad hai
Desh bhi swatantra hai
Vote chhota sa magar
Shakti mein anant hai
Abb to prajatantra hai
Abb to prajatantra hai
Aadami aazaad hai


Jheeni jheeni jheeni jheeni re
Aadami aazaad hai
Desh bhi swatantra hai
Khil rahi thi kali kali
Mehke thi gali gali
Aap tabhi saanp huye
Hum ho gaye chhipkali
Khil rahi thi kali kali
Mehke thi gali gali
Aap tabhi saanp huye
Hum ho gaye chhipkali


Satta ki yeh bhuk vikat
Aadi hai na ant hai
Abb to prajatantra hai
Abb to prajatantra hai


Aadami aazaad hai
Satta ki yeh bhuk vikat
Aadi hai na ant hai
Abb to prajatantra hai
Abb to prajatantra hai
Jheeni jheeni jheeni jheeni re


Are jiski laathi usaki bhains
Sap ne bana diya
Hey note ki khan khan
Sunaake vote ko gunga kiya


Are jiski laathi usaki bhains
Sap ne bana diya
Hey note ki khan khan
Sunaake vote ko gunga kiya


Party fund yagya kund
Ghotaala matra hai
Abb toh prajatantra hai
Party fund yagya kund
Ghotaala matra hai
Abb toh prajatantra hai
Aadami aazaad hai
Party fund yagya kund
Ghotaala matra hai
Abb toh prajatantra hai
Party fund yagya kund
Ghotaala matra hai
Abb toh prajatantra hai
Aadami aazaad hai
Jheeni jheeni jheeni jheeni
Desh bhi swatantra hai
Jheeni jheeni jheeni jheeni
Raaja gaye raani gayi
Abb toh prajatantra hai
Raaja gaye raani gayi
Abb toh prajatantra hai..