Aa zara kareeb aa song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by D. Rama Naidu. This song was released on 03 Nov 1993.
Aa zara kareeb aa
Tujhe hain meri kasam
Aa zara kareeb aa
Tujhe hain meri kasam
Kya hasi hain sama
Pyar karle sanam
Aa zara kareeb aa
Tujhe hain meri kasam
Kya hasi hai sama
Pyar karle sanam
Aa zara kareeb aa
Tujhe hain meri kasam
Aa zara kareeb aa
Tujhe hain meri kasam


Zulf hai khuli khuli
Aa sanwar doon
Bajuo mein let ke
Pal guzar doon
Zulf hai khuli khuli
Aa sanwar doon
Bajuo mein let ke
Pal guzar doon
Chain to le gayi
Teri angdaiya
Kya pata kab mile
Aisi tanhaiyaan
Na koi hai yaha
Sirf kamre mein hum
Aa zara kareeb aa
Tujhe hai meri kasam
Aa zara kareeb aa
Tujhe hai meri kasam


Do jawa badan mile
Chha gaya nasha
Yeh maza milan mein hai
Tha kise pata
Do jawa badan mile
Chha gaya nasha
Yeh maza milan mein hai
Tha kise pata
Kya kahe dilruba
Saanson ki darmiyan
Chumlu main tere
Hotho ki narmiyan
Kuch hawa sard hai
Dhadkane hai garam
Aa zara kareeb aa
Tujhe hai meri kasam
Kya hasi hai sama
Pyar karle sanam.