Aa raha hain maza song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sudhakar Bokade. This song was released on 24 Jul 1992.
Aa raha hain maza
Teri baahon mein
Chha raha hain nasha
Meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi tum ho
Meri zindagi bhi tum ho
Jaan-e-jaan adda
Suno zara mere dil ki sada


Aa raha hain maza
Teri baahon mein
Chha raha hain nasha
Meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi tum
Ho meri zindagi bhi tum ho
Jaan-e-jaan adda suno
Zara mere dil ki sada
Aa raha hain maza
Teri baahon mein
Chha raha hain nasha
Meri nigaahon mein


Kabhi yaha kabhi waha kise
Main kahoon hain dard kaha
Kabhi yaha kabhi waha kise
Main kahoon hain dard kaha
Kahi jalan kahin chubhan
Bujhati nahi saanson ki agan
Zara paas a jaayega
Mujhe chain a jaayega
Aa raha hain maza
Teri baahon mein
Chha raha hain nasha
Meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi tum ho
Meri zindagi bhi tum ho
Jaan-e-jaan adda
Suno zara mere dil ki sada
Aa raha hai maza
Teri baahon mein
Chha raha hai nasha
Meri nigaahon mein


Javaan javaan yeh haseen
Samaan jaane kaisi ye pyaas jagi
Javaan javaan yeh haseen
Samaan jaane kaisi ye pyaas jagi
Kya bebasi kya bekhudi
Saare tan mein aag lagi
Ye pyaar aur kitana tadapaayega
Aa raha hain maza
Teri baahon mein
Chha raha hai nasha
Meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi tum ho
Meri zindagi bhi tum ho
Jaan-e-jaan adda
Suno zara mere dil ki sada
Aa raha hain maza
Teri baahon mein
Chha raha hain nasha
Meri nigaahon mein
Meri aarzoo bhi tum ho
Meri zindagi bhi tum ho
Jaan-e-jaan adda
Suno zara mere dil ki sada
Mere dil ki sada
Hmm mere dil ki sada.