Aa jaa aa jaa song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aa ja aa ja haye ghabraye
Re bin tere mera mann
Ab to aaja aaja re
Mai akela firu lagi tori lagan
Ab to aaja aaja re


Ab to rahti hai har dum
Jo ankhiya hamari khoi khoi re
Kari badariya bhi tham tham ke
Gum pe hamare roi roi
Lakh barsat ho fir
Bhi jalta hai mann
Ab to aaja aaja re
Haye ghabraye re
Bin tere mera mann
Ab to aaja aaja re


Mai to badal ke sang sang
Nadiya kinare dolu dolu re
Teri gudiya se ro ro ke
Gum ki kahani bolu bolu re
Bujh na jaye kahi
Mere pagal nayan
Ab to aaja aaja re
Haye ghabraye re
Bin tere mera mann
Ab to aaja aaja re


Mai to anjan panchi
Hu rahe na janu
Kaise aau re
Mere dil ki jo tadapan hai
Wo mai hi janu kaise batau re
Bas ke ujada meri
Zindagi ka chamann
Ab to aaja aaja re
Haye ghabraye re
Bin tere mera mann
Ab to aaja aaja re.