Info
Dil Ro Raha Hai , a 2016 released on 2/16/2016 The soundtrack features songs like Dil Ro Raha Hai Mera, Tere Bina Sad, Aisa Zakhm Diya Hai, Jab Koi Baat Bigad Jaye, Hum To Dil Se Haare, Keh Do Na, Tod Kar Mere Dil Ko.
Release Date: 16 Feb, 2016
Tracks

Dil Ro Raha Hai Mera Lyrics - Udit Narayan | Alka Yagnik

\'Dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi kyun tune ki bewafai chahat ki samma bujhai mere dil pe chot lagai dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi hahi nahi ki maine bewafai kismat ne di ye judai ab kya du aur safai dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi Meri wafa ka tune inaam ye diya hai dekar jahan ke aansu dil ka sukun liya hai meri wafa ka tune inaam ye diya hai dekar jahan ke aansu dil ka sukun liya hai sabro karar loota wada tha tera jhutha dil aisa chham se toota dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi Majbooriyo ne mujhko bandh rakha hai aise main bewafa nahi hu batlau tujhko kaise majbooriyo ne mujhko bandh rakha hai aise main bewafa nahi hu batlau tujhko kaise tare jaise gagan me teri yadein hain mere man me ab kya rakha jivan me dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi nahi ki maine bewafai kismat ne di ye judai ab kya du aur safai dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi kyun tune ki bewafai chahat ki samma bujhai mere dil pe chot lagai dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi\'[...]

Tod Kar Mere Dil Ko Lyrics - Alka Yagnik | Udit Narayan

Tod kar mere dil ko ban gaya tu begana tod kar mere dil ko ban gaya tu begana kisko ab sunau main kisko ab sunau main dard ka ye afsana tod kar mere dil ko ban gaya tu begana ho gayi galat faimi main nahi hu begana ho gayi galat faimi main nahi hu begana main to tera jane man main to tera jane man aaj bhi hu diwana ho gayi galat faimi main nahi hu begana tod kar mere dil ko ban gaya tu begana is jahan ki ragini tujhpe is kadar chhai bhulkar tuhe meri yaad bhi nahi aai is jahan ki ragini tujhpe is kadar chhai bhulkar tuhe meri yaad bhi nahi aai raaho ko teri takte pathra gayi hain ankhe solo me dhal gayi hain seene ki sari aahe seene ki sari aahe tod kar mere dil ko ban gaya tu begana tod kar mere dil ko ban gaya tu begana hoti kya hai majboori kash tum samajh jati bewafai ka ilzaam fir nahi laga pati hoti kya hai majboori kash tum samajh jati bewafai ka ilzaam fir nahi laga pati pardesh me akela mar mar ke ji raha hu apne lahu ke aansu din raat pi raha hu din raat pi raha hu ho gayi galat faimi main nahi hu begana main to tera jane man main to tera jane man aaj bhi hu diwana tod kar mere dil ko ban gaya tu begana kisko ab sunau main kisko ab sunau main dard ka ye afsana tod kar mere dil ko ban gaya tu begana[...]